Kurulus Osman

Kurulus Osman Ep 133 in Urdu free

Here we will describe about Kurulus Osman Ep 133 in Urdu . Jaisa k hum janty hain k is ki pichhlii episode k aghaz mein Yaqoub bey Osman bey se Khud ko sardar banany k liye beyat talab krty hain. Janab Osman bey ne jawab diya k wo is bary mein sochien gy. Aur is faisly ka Elan wo bad mein krein gy. Lekin Yaqoub bey ny Bina kuchh kahy Osman bey ko chhor diya. Qk wo chahta tha k Osman bey pehly wafadari aur phir us k khilaf Taziri karwai kry.

Kurulus Osman Ep 133 in Urdu

Is wajah se us ne Osman bey kik dawat quboul kr li. Yaqoub bey ka beta apny bap ko is dawat mein jany se mana krta hai. Lekin bap us ki bat nahien manta. Kurulus Osman Ep 133 in Urdu Yaqoub bey ny Osman bey ko hukam diya k Agly din Anisar jany ki tayari kry. YAQOUB bey ne apny bety se kaha k wo aik bari quwwat k sath Anisar k qareeb position sambhaly. Ta k kisi preshani ki Sourat mein Muhammad bey Yaqoub bey ki kaman mein Anisar pe hamla kr sky.

Jaisa k Yaqoub bey ne kaha k us ka beta Muahmmad bey bari fouj k sath Anisar k sath hoga. Lekin bap ki taraf se koi ishara na milny per intizar lamba hota gaya. Gonja Khatun aur Alaudin bey Sultan se milny Qouniya k mehal mein jaty hain. Sab se pehly Gonja Khatun Vazir ki madad se Sultan k kamry mein dakhil hoti hai. Aur Yaqoub bey ko Sultan ban’ny ki hidayat k paigham pe Sultan ki muhur lga deti hai. Alaudin Chupky se Sultan k kamry mein dalhil hota hai. Wo sultan ko hosh mein la kr un se bat krta hai.

Sultan Alaudin ko Saljuki Khazany ka naqsha deta hai. Jisy Osman bey ne jama kraya tha. Agli subha elan hota hai k Sultan ka intiqal ho chuka hai. Alaudin bey ne Sultan se liye gaye naqshay ko le kr Anisar rawana ho jata hai. Jab Yaqoub bey ki beti ne yeh khabar suni to wo bhi ALaudin k pechhy chali jati hai. ALaudin araam krny k liye saraye mein dakhil hota hai to Yaqoub bey ki beti bhi aa jati hai.

Yaqoub bey ki beti ne jaal bichha diya. Alaudin ko diye gaye khany mein neend awar dawa mila k unhein behosh kr deti hai. Kurulus Osman Ep 133 in Urdu Phir aik siphai Alaudin k kamry mein chupky se dakhil hota hai aur Alaudin ki taraf se aik lafafy k sath aik khat le jata hai. Alaudin bey ki ankh khul jati hai wo us k pechhy jata hai lekin tab tak wo sipahi bhag jata hai. Aur us lafafy mein Naqsha Jali hota hai.

Alaudin ne aisa logoun ko bewaqof banany aur asal naqsha rakhny k liye aisa kiya. Jab Alaudin Sultan k mehal se bahir aaya tha to Yaqoub bey kiy beti ne us ka pechha kiya us k liye us ne jali khat ka mansoba banaya Jali khat dekh k Yaqoub bey ki bati doabara Alaudin pe hamla krny ki tiyari krti hai. Is liye wo Alaudin k sath ghor sawari khelti hai. Usa maqsad Alaudin bey ko se naqsha hasil krna tha.

Alaudin ne mansoba samjha aur khel mein hissa liya. Lekin naqsha apny pas rakha aur sogo main apni maa k pas chala gayaus wqat bala khatun namaz parh rahi thi. Apny beti ko dekh k wo jazbat mein maghloob ho gai. Taham unhoun ne aik dosry ko galy lgany mana kiya lekin alaudin bey ne apni maa k hath ko ehtram k tor pe choma.

Kurulus Osman Ep 133 in Urdu

Bala khatun ko Qoniya mein Sultab k mehal ki khabar Alaudin se milti hai. Bala khatun ne Alaudin bey ko itla deti hai k Osman bey per Yaqoub bey dabao dal rahy hain k Osman bey un ki beyat krein. Orhan bey Jaldi se Holofera ko le kr Anisar K mehal mein wapsi aa jata hai. Osman bey is se naraz ho jaty hain.

ah

Previous Episode

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button